Pakshi hu mai sudur desh se udakar aayi hu, wan wan ki daar daar par mai phirti phirti aayi hu, meri koi na jaati waati, mera koi na dharam waram, jis insa me dikhi insaniyat mjhe, bas usi ka geet mai gaati aayi hu, mere liye na koi sarhad warhad, mere liye na koi kanoon wanoon, jidhar gyi nazar meri bas udti aayi hu....M.Swaleh Umair

Comments

Popular Posts